Zulm-o-ihtehsal or na-insafi k khilaf. Parish Qadmi Latest Edition at various social, political and economic events throughout the world. Umomi tor per, samaj per hukmaran tabqat ki soch or nazriyat hawi or musalat hote hain jo apne mufadat or iqtadar k liye tamam tareekh ko tor maror ker paish he nahi kertay bulky iski sachai ko apne mutabiq jhoot or munafat se tarteeb de ker muratab kertay hain jo phir taleemi idaron, nisab, zara-e-iblagh, riyasat or iske idaron k zariye apni soch k zehar ko awam k zehan may thoonstay hain ta key inki hakmaiyt or nizam k istehsal ko awam sare-kham...
Zulm-o-ihtehsal or na-insafi k khilaf. Parish Qadmi Latest Edition at various social, political and economic events throughout the world. Umomi tor...
What is change. How is this possible, and how can we change painful problems in Pakistan... Pakistani hukmaranon ki saza Pakistani awam pechlay 72 saal se apne khoon, moash or zindigoun se bhugat rahay hain. Pakistan ki jadojahad kernay walay aaj apni jadojehad se sharminda hain jab wo mojooda Pakistan ko dekhtay hain, jo inho ne awam k liye banya tha laykin is per aaj chend khandanon ki hukmarani qaim ho chuki hai. Pakistani awam Pakistan ko kis terha apna mulk bana saktay hain. Pakistani awam ko tabqati bunyadon per munazam ho ker sermaye ki hukmarani k khilaf ek awami inqalab kerna hoga...
What is change. How is this possible, and how can we change painful problems in Pakistan... Pakistani hukmaranon ki saza Pakistani awam pechlay 72 ...